Friday, October 12, 2007


humne to aapko zindagi mana hai,
aapki har saans ko bandagi mana hai,
khuda kare ki salamat rahe aap sada,
kyuki aapki har saans ko humne apni saans mana hai

masla ye nahi ki guftgu humne bahane se ki,
baatein jee bhar k khaali paymaane se ki,
pal do pal ki zindagi me jo saath mil gaya,
basa k apni saanso me use fir saans hi na li....

ham bhi bane hain shayar hoke ishk me nakam,
hamne bhi kiya hai naam hoke ishk me badnaam,
pyar me unke hame do niyamate mili,
ek haht me kalam hai duje hath me hai jaam

No comments: